• Breaking News

    Hindi Technology

    How to make money free website kaise banye

    2 3 Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye

    बुधवार, 18 जनवरी 2017

    BLOG POST KI INDEXING KAISE KARE – SEARCH MAI JALDI KAISE LAYE

    Hello bloggers, aaj hum janenge blog post ki indexing kaise kare – google search mai jaldi kaise laye. Ham sab achchese blog to banate hai or ham post likhar wo post publish karate hai. Lekin hamare post jaldise google search engine me nahi aati hai or search engine post ko jaldi se index nahi karta hai. Hamari post google search engine me aane me 1 – 2 din lag jate hai. Fir ham pareshan ho jate hai sochate hai hamari post kyu nahi aati hai search engine me. Aaj hum aapko batane wala he ki hamare blog ki post ko google search engine me sirf 1 minute me index kaise kare. Eske liye me aaapko kuch aasan tarike batata hu. Blog Post Ki Indexing Kaise Kare – Google Search Mai Jaldi Kaise Laye. Blog Post Ki Indexing Kaise Kare Fatch as google ek tool hai. Blogger or webmaster ke liye hai. Jisase ham hamari post ko index kar sakate hai. Blogger dekh sakate hai ki jab google hamare post ko crawl karega tab hamare post google search engine me kaise dikhae deti hai. Fatch as google ka use post lo jaldise index karane ke liye kiya jata hai. Chalo me aapko batata hu ki post ko index kaise kare. Me aapko kuch tips batane wala hu ye tips aap follow karake aapani post google serch engine me 1 min me index kar skate hai wo bhut aasani se. (Blog Post Ki Indexing Kaise Kare – Google Search Mai Jaldi Kaise Laye). Google Search Mai Jaldi Kaise Laye Sabase pehale google webmaster sign in kare Aapni website ko google webmaster add kara le. Website add karene ke bad verify kar le Hamare blog ko select kare jisaki post hame sunmit karani hai. Ab site dashboard me crawl par click kareke usko expand kare or usmese hame fatch as google option choose karake usape click karana hai Ab hamare samane ek page open hoga jisape hame fetch as goggle. Ab hame ek text box dekhae dega jisame starting me hamare domain nam ke sath shuru ho raha hai. Ab hame us text box me hame jo blog post ki url ko submit karana hai jise hame google search engine me index karana hai. Ab hame blog post ki url se hamre domain ka nam nikal dena hai kyoki wo strating me diya hai hame bas post ka hi nam rakhana hai. Ab hame side me ek dropdown menu dikhe dega usme se hame koi ek option choose karake uspe click karana hi jaise ki deskstop, mobile smartphone etc. Ab fetch button par click kare Uske bad popup window open hogi jisame do option hoge usme se hame crawl only this url select karake go button par click karna hai Ab aapki blog post ki url google index submit hogaya hai. Kuch hi time me aapko aapki blog post ki url google search engine me dikahe degi. Mujhe umeed hai apko ye article accha laga hoga. Apne dosto ke sath aisi jankariya jarur share kare jo blogging me interest rakhte hai. Ye post ko un tak Jarur pahunchaye.

    कोई टिप्पणी नहीं:

    Fashion

    Beauty

    Travel