• Breaking News

    Hindi Technology

    How to make money free website kaise banye

    2 3 Indian Flag Cursor Blog or Website ke liye

    बुधवार, 18 जनवरी 2017

    WordPress Par Free Website kaise Banaye Puri Jankari Hindiblog

    Hello Dosto, aap WordPress par apna Website, blog banana chahte hai to ye post aap ke liye bahut behtar rahega. is article me ham jange ke WordPress Par Free Website kaise Banaey uski puri jankari. WordPress hai kya? WordPress ek (CMS) Content Management System aur Free online Source Tool hai, website, blog banane ke liye jo php par hai. WordPress Website or Blogging ke liye sabse jada use kiya jata hai. WordPress Par Free Website Banane ke liye kya kya chaiye 1: Computer jisme Internet ho 2: Computer chalana aata ho. 3: Email ID WordPress Par Free Website kaise Banate Hai Step 1: sabse palhe aap https://wordpress.com par ja kar Sign Up ya Create website ki button pe click kare. Step 2: Creat website pe click karne ke bad aap yaha par website ke bare me chune kis topic pe website banana chahte hai. agar usme se koi topic nahi chahte hai to Other pe click karke yaha apna topic dal sakte hai. Step 3: ab yaha apne blog ka home page chune inme se jo aa ko pasand ho. Step 4: Yaha theme slect kare inme se jo aap ko pasand ho nahi to bad me bhi theme dal sakte hai. Step 5: Yaha apne website ka name chune jo bhi rakhna chahte hai free me aap website ka url wordpress.com ayega ya aap yaha se bhi aapna website www.name.com bhi kharid sakte hai. Step 6: yaha par hosting ke bare me aap se pucha jaraha hai ke aap free me website chalana chahte hai ya paise dekar inme se jo aap ko pasand ho usko slect kare. Step 7: ab yaha par apna email address usr name aur assword chune aur creat my accunt pe chlick kar de Step 8: ab aap ke mail pe wordprees ki tarafse ek email ayega ga usme verification link aya hoga usko Conform now pe click karkle. aap ka wordpress.com pe website ban ke taiyar ho gaya hai. to dekha dosto ketne asani se aap ne wordpess par free website bana liya hai aab aap ko usme aur bhi bahut sara chij add karna hoga.

    कोई टिप्पणी नहीं:

    Fashion

    Beauty

    Travel